Zindagi Main Hai Dhoka Is Ke Siwa Kuch Nahi
Tamashaei Hai Yeh Dunya Is Ke Siwa Kuch Nahi
Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kia Hai
Zindagi Hai Aik Khuwaab Is Ke Siwa Kuch Nahi
Khushiyan Hain Lakhon Is Dunya Main Magar
Udasi Hai Mere Dil Main Is Ke Siwa Kuch Nahi
Mujh Se Jo Log Bhi Mile Hain Khush Hokar
In K Dilon Main Hai Nafrat Ke Siwa Kuch Nahi
Waday Karte Hai Log Magar Jante Nahi Wafa Karna
Bewafai Hey Is Dunya Main Is Ke Siwa Kuch Nahi
Pal Main Jisse Chaha Usse Pal Main Bhula Diya
Yeh Khel Hey Dunya Ka Is Ke Siwa Kuch Nahi
Tum Ko Chaha Hey Magar Kuch Bhi Nahi Socha Ke
Dunya To Hai Eik Sayraab Is Ke Siwa Kuch Nahi
Tamashaei Hai Yeh Dunya Is Ke Siwa Kuch Nahi
Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kia Hai
Zindagi Hai Aik Khuwaab Is Ke Siwa Kuch Nahi
Khushiyan Hain Lakhon Is Dunya Main Magar
Udasi Hai Mere Dil Main Is Ke Siwa Kuch Nahi
Mujh Se Jo Log Bhi Mile Hain Khush Hokar
In K Dilon Main Hai Nafrat Ke Siwa Kuch Nahi
Waday Karte Hai Log Magar Jante Nahi Wafa Karna
Bewafai Hey Is Dunya Main Is Ke Siwa Kuch Nahi
Pal Main Jisse Chaha Usse Pal Main Bhula Diya
Yeh Khel Hey Dunya Ka Is Ke Siwa Kuch Nahi
Tum Ko Chaha Hey Magar Kuch Bhi Nahi Socha Ke
Dunya To Hai Eik Sayraab Is Ke Siwa Kuch Nahi
Aaj Jo Tanha Hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh Ko Us Ney Socha Ho Ga
Zaroor Mujh Ko Us Ney Socha Ho Ga
Khuvabon Aur Khyaalon Mein
Mera Hi Chehra Tarasha Ho Ga
Mera Hi Chehra Tarasha Ho Ga
Raah Chaltey Jo Us Ko
Mera Khyaal Aaya Ho Ga
Mera Khyaal Aaya Ho Ga
Aik Nazar Ruk Ke Asmaan Pe Chand Ko Dekha Ho Ga
Jab Saath They To Roz Hi Larti Thi Mujh Sey
Jab Saath They To Roz Hi Larti Thi Mujh Sey
Ab Din Mein So Baar Khud Peh Bigarti Ho Gi
Mail Box Kholtey Hi Naam Mera Dhondti Ho Gi
Mail Box Kholtey Hi Naam Mera Dhondti Ho Gi
Aur Na Pa Ke Mujhey
Aap Hi Aap Mujh Sey Roth Ti Ho Gi
Zaror Masrof Hon Buhat Ya Koi Test Hai Mera
Zaror Masrof Hon Buhat Ya Koi Test Hai Mera
Tawelein Ghurr Ke Khud Hi Behal Ti Ho Gi
Tanha Sard Raat Mein
Tanha Sard Raat Mein
Yuon Hi Sarak Peh Tehaltey Huvey
Khyaalon Hi Khyaalon Mein
Khyaalon Hi Khyaalon Mein
Haath Us Ney Mera Thama Ho Ga
Phir Kisi Pool Ke Nechey Ruk Kar
Aankhon Mein Mere Us Ney Jhaanka Ho Ga
Aankhon Mein Mere Us Ney Jhaanka Ho Ga
Yeh Na Thi Humari Kismat K Wisaal-E-Yaar Hota …
Ager Or Jeete Rehte Tu Yehi Intazar Hota
Kahoon Kiss Se Main K Kia Hai …
Shab-E-Ghum Bori Bala Hai
Mujhe Kia Bora Tha Marna ..
Ager Aek Baar Hota
Kahoon Kiss Se Main K Kia Hai …
Shab-E-Ghum Bori Bala Hai
Mujhe Kia Bora Tha Marna ..
Ager Aek Baar Hota
Yeh Na Thi Humari Kismat K Wisaal-E-Yaa Hota ..
Koei Mere Dil Se Poche
Tere Teer Neem Kash Ko
Yeh Khalish Kahan Se Hoti ..
Ju Jiger K Paar Hota
Tere Wade Per Jiye Hum..
Tu Yeh Jaan Jhot Jana ..
K Khoshi Se Mar Na Jate Ager Etbaar Hota ..
Tere Teer Neem Kash Ko
Yeh Khalish Kahan Se Hoti ..
Ju Jiger K Paar Hota
Tere Wade Per Jiye Hum..
Tu Yeh Jaan Jhot Jana ..
K Khoshi Se Mar Na Jate Ager Etbaar Hota ..
Yeh Na Thi Humri Kissmat K Wisaal-E- Yaar Hota
Yeh Kahan Ki Dosti Hai ..
K Bane Hain Dost Saqi ..
Koi Chehra Saaz Hota ..
K Bane Hain Dost Saqi ..
Koi Chehra Saaz Hota ..
Tu Yeh Na Ghumm Saath Hota.
Khamosh Lehje Mere Hamdam Kabhi Bola Nahin Kertay,
Dard-O-Gham Ko Her Kisi K Samnay Khola Nahin Kertay,
Dard-O-Gham Ko Her Kisi K Samnay Khola Nahin Kertay,
Mohabbat To Mohabbat Hai,
Bari Anmol Hoti Hai,
Bari Anmol Hoti Hai,
Mohabbat Ko Tarazu Main Kabhi Tola Nahin Kertay,
Mere Khamosh Rehne Per Koi Ilzam Mat Dena,
Mere Khamosh Rehne Per Koi Ilzam Mat Dena,
Samandar To Samandar Hai, Kabhi Bola Nahin Kertay,
Katoon Si Chubhti Hai Tanhai
Angaroon Si Sulagti Hai Tanhai
Angaroon Si Sulagti Hai Tanhai
Koi Aa Kar Hum Dono Ko Hunsa De
Main Rota Hoon Rone Lagti Hai Tanhai
Main Rota Hoon Rone Lagti Hai Tanhai
Jab Bhi Tere Hisar Se Nikalna Chaha
Yaadoon K Beej Bone Lagti Hai Tanhai
Yaadoon K Beej Bone Lagti Hai Tanhai
Raat K Kisi Hise Main Yeh Bhi Bewafa Ho Jati Hai
Main Nahi Sota Sone Lagti Hai Tanhai
Main Nahi Sota Sone Lagti Hai Tanhai
Tum Se Judaa Ho Kar Is Se Hi Dil Laga Lia Hai
Mar Sa Jata Hoon Jab Khone Lagti Hai Tanhai
Mar Sa Jata Hoon Jab Khone Lagti Hai Tanhai
Na Jo Thum Sakay Kisi Aur Say,
Main Bujhta Aik Chiragh Hoon,
Main Bujhta Aik Chiragh Hoon,
Mera Room Room Dard Dard,
Meray Dukh Ka Sira Nahin,
Meray Dukh Ka Sira Nahin,
Meri Laghzishon Main Pali Barhi,
Koi Khoi Kahani Bhi Hai,
Koi Khoi Kahani Bhi Hai,
To Jo Sath Hai To Sukoon Naheen,
To Jo Rooth Gia To Azab Hai,
To Jo Rooth Gia To Azab Hai,
Meri Zindagi Hai Aik Goo Mago,
Mujhay Roshni Milti Naheen
Mujhay Roshni Milti Naheen
Kabhi Waqt Mile To Aajao,
Ham Jheel Kinare Ja Baithen,
Ham Jheel Kinare Ja Baithen,
Tum Apne Sukh Ki Baat Karo,
Hum Apne Dukh Ki Baat Karain,
Hum Apne Dukh Ki Baat Karain,
Aur Un Lamhoon Ki Baat Karain,
Jo Sung Tumhare Beet Gaye,
Jo Sung Tumhare Beet Gaye,
Aur Ehd-E-Khizan Ki Nazar Howy,
In Sabz Ruton K Daman Mai,
In Sabz Ruton K Daman Mai,
Hum Pyar Ki Khushbo Mehkain,
In Bikhray Sabz Nazaron Ko,
In Bikhray Sabz Nazaron Ko,
Ham Aankhon Men Tasveeer Karain,
Phir Apne Pyar K Jado Se,
Phir Apne Pyar K Jado Se,
Hum Lamhoon Ko Jageer Karain,
Kabhi Waqt Milaye To Ajao…
Kabhi Waqt Milaye To Ajao…
Hum Jheel Kinare Ja Baithen.
Kitab-E-Dil Pe Likhay Thay Kitnay He Afsanay
Kuch Qisse Naye Thay Aur Kuch Berson Puranay
Kuch Qisse Naye Thay Aur Kuch Berson Puranay
Kuch Un Ka Zikr Jo Kabhi Rug-E-Jaan Se They Qareeb
Kuch Wo Jo Aaj Bhi Lagtay Hain Begaanay
Kuch Wo Jo Aaj Bhi Lagtay Hain Begaanay
Kaash Aisi Koi Rut Koi Moosam Aaye
Khushiyon Bhare Geet Hum Lagein Gungunanay
Khushiyon Bhare Geet Hum Lagein Gungunanay
Aaj Bhi Dil Mera Is Aas Pe Zinda Hia
Aik Roz To Aayein ** Wo Hum Ko Mananay
Aik Roz To Aayein ** Wo Hum Ko Mananay
Safha-E-Dil Ko Koi Humare Perh Ker Dekhay
Khoon-E-Jiger Se Likhay Hain Sab Afsaanay
Khoon-E-Jiger Se Likhay Hain Sab Afsaanay
Guzra Howa Zamana Bhula Do Zehen Se Apnay
Aatay Nahi Loat K Beetay Howe Zamanay
Aatay Nahi Loat K Beetay Howe Zamanay
Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad Aye Gi,
Jab Chand Sitare Chamak Rahe Hon,
Jab Yadon K Phool Mehek Rahe Hon,
Jab Deed Ko Nain Taras Rahe Hon,
Jab Ankhon Se Ansu Baras Rahe Hon,
Jab Yadon K Phool Mehek Rahe Hon,
Jab Deed Ko Nain Taras Rahe Hon,
Jab Ankhon Se Ansu Baras Rahe Hon,
Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad Aye Gi
Jab Tanhai Se Dil Ghabrae Ga,
Jub Tumhein Akela Pan Sataye Ga,
Jab Koi Khuab He Na Aye Ga,
Jab Phool Kitab Mein He Reh Jayenge,
Jub Tumhein Akela Pan Sataye Ga,
Jab Koi Khuab He Na Aye Ga,
Jab Phool Kitab Mein He Reh Jayenge,
Meri Pagal Mohabbat Tumhein Yaad Aye Gi
Agar Mai Dhoop Ke Saudagaron Se Darr Jata,
To Apni Baraf Utha Kar Kidhar Jaata
To Apni Baraf Utha Kar Kidhar Jaata
Pakad Ke Shod Diya Maine Ek Jugnu Ko,
Mai Us Se Khelta Rehta To Wo Bikhar Jaata
Mai Us Se Khelta Rehta To Wo Bikhar Jaata
Mujhe Yaqeen Tha Ke Chor Laut Aayega,
Fati Kameez Meri Le Wo Kidhar Jaata
Fati Kameez Meri Le Wo Kidhar Jaata
Agar Mai Usko Batata Ke Mai Hoon Sheese Ka,
Mera Raqeeb Mujhe Choor Choor Kar Jaata
Mera Raqeeb Mujhe Choor Choor Kar Jaata
Tamaam Raat Bhikhari Bhatakta Firta Raha,
Jo Hota Uska Koi Ghar To Wo Bhi Ghar Jaata
Jo Hota Uska Koi Ghar To Wo Bhi Ghar Jaata
Tamaam Umar Banayi Hain Tune Bandookein,
Agar Khilaune Banata To Kuch Sanwar Jaata……
Agar Khilaune Banata To Kuch Sanwar Jaata……
Kabhi Zkhm Jo Khaya To Tri Yad Ai,
Koi Bi Drd Utaya To Tri Yad Ai.
Koi Bi Drd Utaya To Tri Yad Ai.
Jb Ksi Hasena Ne Ksi Ashiq Par,
Koi Ilzam Lgaya To Tri Yad Ai.
Koi Ilzam Lgaya To Tri Yad Ai.
Jb Ksi Ne Bi Nam Lay K Mera,
Pyar Se Pas Blaya To Tri Yad Ai.
Pyar Se Pas Blaya To Tri Yad Ai.
Hakim-E-Wqt Ne Jb Bi Ksi Majnu Par,
Be Panah Zlm Jo Dhaya To Tri Yad Ai.
Be Panah Zlm Jo Dhaya To Tri Yad Ai.
Ksi Ghanem Ne Jb Bi Ksi Be Kas Par,
Be Waja Tegh Utaya To Tri Yad Ai.
Be Waja Tegh Utaya To Tri Yad Ai.
Gul Ne Khiltey Hi Apni Khushbu Se,
Jo Gulshan Ko Mehkaya To Tri Yad Ai.
Jo Gulshan Ko Mehkaya To Tri Yad Ai.
Din To Kat Hi Gaya Jhamelon Mein, Magar,
Phela Jo Sham Ka Sea To Tri Yad Ai.
Phela Jo Sham Ka Sea To Tri Yad Ai.
Kia Kahon Kal Shab Barastey Badal Nay,
Jo Is Dil Ko Tarpaya To Tri Yad Ai.
Jo Is Dil Ko Tarpaya To Tri Yad Ai.
Bari Narmi Se Tri Yad K Sab Kharon Nay,
Dard Ka Sena Jo Sehlaya To Teri Yad Aai
Dard Ka Sena Jo Sehlaya To Teri Yad Aai
Muhabbaton Main Har Ek Lamha Wisaal Hoga Yeh Tay Huwa Tha
Bichar K Bhi Ek Dusrey Ka Khayal Hoga Ye Tay Huwa Tha
Bichar K Bhi Ek Dusrey Ka Khayal Hoga Ye Tay Huwa Tha
Yeh Kya K Saans Ukhar Gaii Hain Safar K Aghaaz Se Yaaron
Koi Bhi Thak Kar Na Raastey Main Nidhaal Hoga Yeh Tay Huwa Tha
Koi Bhi Thak Kar Na Raastey Main Nidhaal Hoga Yeh Tay Huwa Tha
Wahi Huwa Na Badaltey Mosamoon Main Tumney Hamko Bhula Dia
Koi Bhi Rut Ho Na Chahaton Ko Zawal Hoga Yeh Tay Huwa Tha
Koi Bhi Rut Ho Na Chahaton Ko Zawal Hoga Yeh Tay Huwa Tha
Juda Ho Tou Kya Huwa Phir Bhi Tou Dastoor -E- Zindagi Hai
Judaiyon Main Na Qurbaton Ka Malal Hoga Yeh Tay Huwa Tha
Judaiyon Main Na Qurbaton Ka Malal Hoga Yeh Tay Huwa Tha
Bana Gulab To Kante Chubha Gia Ik Shukhs
Hua Charagh To Ghar Hi Jala Gia Ik Shukhs
Hua Charagh To Ghar Hi Jala Gia Ik Shukhs
Mein Kis Hawa Mein Uron Kis Feza Mein Lehraon
Dukhon Ke Jaal Hur Ik Su Bicha Gia Ik Shukhs
Dukhon Ke Jaal Hur Ik Su Bicha Gia Ik Shukhs
Tamam Rang Meray Aur Saray Khawab Meray
Fasana Thay Ke Fasana Bana Gia Ik Shukhs
Fasana Thay Ke Fasana Bana Gia Ik Shukhs
Palat Sakon Hi Na Agay Hi Berh Sakon Jis Per
Mujhe Ye Konse Rastay Laga Gia Ik Shukhs
Mujhe Ye Konse Rastay Laga Gia Ik Shukhs
Mohabbatain Bhi Ajab Uski Nafratain Bhi Kamal
Meri Hi Tarah Ka Mujh Mein Sama Gia Ik Shukhs
Meri Hi Tarah Ka Mujh Mein Sama Gia Ik Shukhs
Wo Mahtab Tha Merham Badast Aya Tha
Magar Kuch Aur Si Bat Dil Dukha Gia Ik Shukhs
Magar Kuch Aur Si Bat Dil Dukha Gia Ik Shukhs
Mohabbaton Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha Usay
Milay Wo Zakhm Ke Phir Yad A Giya Ik Shukhs
Milay Wo Zakhm Ke Phir Yad A Giya Ik Shukhs
Tum Kia Ho Mere Liye ,
Meri In Bikhre Zulfoon Say Pocho,
Mere Maathay Ke Jhoomar Say Pocho,
Tere Hijar Mein Rat Jagi Aankhon Say Pocho,
In Udaas Hontoon Ki Laali Say Pocho,
In Bay Ronak Kalaiyoon Say Pocho,
Is Bay Aawaz Jhanjar Say Pocho,
Mere Dil Ki Har Dharkan,
Meri Har Saans Say Pocho,
Yeh Sab Kia Kahtay Hain?,
Apnay Dil Say Pocho,
Tum Mere Liye Kia Ho?
Nazar Jub Tum Se Milti Hai Main Khud Ko Bhool Jata Hoon,
Bas Ek Dharkan Dharakti Hai, Main Khud Ko Bhool Jata Hon,
Bas Ek Dharkan Dharakti Hai, Main Khud Ko Bhool Jata Hon,
Tumhain Milne Se Pehle Main Bohut Sajta Sanwarta Hon,
Magar Jub Tum Sanwarti Ho Main Khud Ko Bhool Jata Hon,
Magar Jub Tum Sanwarti Ho Main Khud Ko Bhool Jata Hon,
Main Aksar Kitabon Pe Tera Hi Naam Likhta Hon,
Magar Kuch Tum Jo Likhti Ho Main Khud Ko Bhool Jata Hon,
Magar Kuch Tum Jo Likhti Ho Main Khud Ko Bhool Jata Hon,
Main Aksar Yehi Kehta Hon, Main Tum Say Pyar Karta Hon,
Magar Jub Tum Yeh Kehti Ho Main Duniya Bhool Jata Hon
Magar Jub Tum Yeh Kehti Ho Main Duniya Bhool Jata Hon
Shaam-E-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay,
Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay…..
Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay…..
Phir Naya Waar Sehne Ko Taiyyar Hain,
Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate…..
Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate…..
Aaj Aansoo Bahanay Say, Mut Roko,
Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay…..
Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay…..
Hum Teray Baad Ujray Hon, To Bhi Theek Hai,
Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate….. .
Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate….. .
Teray Pekar Ko Ham Dekhte Hi Rahein,
Tu Nazar Say Hatay, Ham Nahi Chahate…..
Tu Nazar Say Hatay, Ham Nahi Chahate…..
Kis Qadar Dil Nasheen Hai Ye Moujon Ka Shor,
Ghum Ka Dariya Ruke, Ham Nahi Chahate…..
Ghum Ka Dariya Ruke, Ham Nahi Chahate…..
Iss Qadar Piyar Say Tu Pukara Na Kar,
Aag Dil Ko Lagay, Hum Nahi Chahate….
Aag Dil Ko Lagay, Hum Nahi Chahate….
Kuch Dil Ki Lagi Tum Chero,
Kuch Dil Lagana Hum Sikhayen..
Kuch Dil Lagana Hum Sikhayen..
Kuch Pyar Ki Baatein Tum Karo,
Kuch Pyar Nibhana Hum Sikhayen.
Kuch Pyar Nibhana Hum Sikhayen.
.Kuch Nazar Ka Ishara Tum Karo,
Kuch Aankh Milana Hum Sikhayen..
Kuch Aankh Milana Hum Sikhayen..
Kuch Jan KI Baazi Tum Lagao,
Kuch Jan Sey Jana Hum Sikhayen..
Kuch Jan Sey Jana Hum Sikhayen..
Kuch Thora Sa Hans K Tum Dakho,
Kuch Muskurana Hum Sikhayen..
Kuch Muskurana Hum Sikhayen..
Kuch Milney Ki Aas Tum Do,
Kuch Waqt Pey Aana Hum Sikhayen..
Kuch Waqt Pey Aana Hum Sikhayen..
Dil Per Tum Bus Hath Rakh Do,
Kuch Dil Dharkana Hum Sikhayen..
Kuch Dil Dharkana Hum Sikhayen..
Kuch Pyar Sey Paas Tum Aao,
Kuch Galey Lagana Hum Sikhayen
Kuch Galey Lagana Hum Sikhayen
Kaisay Kahoon K Apna Bana Lou Mujhey
Bahoun Mein Apni Sama Lou Mujhey
Bin Tumharey Aik Pal Bhi Ab Kat-Ta Nahin
Tum Aa Ker Mujhi Say Chura Lou Mujhey
Zindagi Tou Woh Hai Sang Tumharey Jo Guzrey
Dunya Kay Gamoun Say Ab Chura Lou Mujhey
Meri Sab Say Gehri Khuwahish Hou Puri
Tum Agar Pass Apnay Bula Lou Mujhey
Yeh Kaisa Nasha Hai Jou Behka Raha Hai
Tumhara Hoon Mein Tou Sambhalo Mujhey
Najanay Phir Kaisay Guzrey Gi Zindagani
Agar Apnay Dil Say Kabhi Tum Nikalo Mujhey!
Farq Sirf Itna Sa Hai……….
Farq Sirf Itna Sa Hai,
Us Ki Dolli Uthi,
Meri Mayat Uthi,
Us Ki Dolli Uthi,
Meri Mayat Uthi,
Phool Us Per Bhi Thay,
Phool Mujh Per Bhi Thay,
Phool Mujh Per Bhi Thay,
Mehfil Wahan Bhi Thi,
Log Yahan Bhi Thay,
Log Yahan Bhi Thay,
Un Ka Hansna Wahan,
In Ka Rona Yahan,
In Ka Rona Yahan,
Saheliyan Us Ki Bhi Thein,
Dost Mere Bhi Thay,
Dost Mere Bhi Thay,
Do Qul Us K Parhay,
Do Qul Mere Parhay,
Do Qul Mere Parhay,
Qaazi Udher Bhi Tha,
Molvi Idher Bhi Tha,
Molvi Idher Bhi Tha,
Wo Sajj Ke Gaya,
Mujhay Sajjaya Gaya,
Mujhay Sajjaya Gaya,
Wo Utth Ke Gaya,
Mujhay Utthaya Gaya,
Mujhay Utthaya Gaya,
Farq Sirf Itna Sa Hai,
Usay Apnaya Gaya,
Mujhay Dafnaya Gaya.
Usay Apnaya Gaya,
Mujhay Dafnaya Gaya.
Main Saahil Pey Likhi Hui Ibaarat Nhi
Jo Lehron Sey Mit Jatti Hai
Main Baarish Ki Barasstti Boond Nhi
Jo Barass Kar Thamm Jaatti Hai
Main Khawaab Nhi
Jisey Dekha Aur Bhulaa Diya
Main Shamaa Nhi
Jisey Phoonka Aur Bujha Diya
Main Hawa Ka Jhonka Nhi
Jo Aaya Aur Guzar Gaya
Main Chaand Bhi Nhi
Jo Raat K Baad Dhal Gaya
Main To Wo Ehsaas Hun
Jo Tujh Main Lahoo Ban Kar Gardish Karey
Main To Wo Rang Hun
Jo Tere Dil Par Charhay To Kabhi Na Mitey
Main Wo Geett Hun
Jo Tere Labon Sey Juda Na Ho Ga
Main To Wo Parwana Hun
Jo Jalta Reh Gaya Magar Fanaa Na Ho Ga
Khawab, Ibaarat, Hawa Ki Tarha
Chaand, Boond, Shamaa Ki Tarha
Mere Mitney Ka Sawaal Nhi.
Jo Lehron Sey Mit Jatti Hai
Main Baarish Ki Barasstti Boond Nhi
Jo Barass Kar Thamm Jaatti Hai
Main Khawaab Nhi
Jisey Dekha Aur Bhulaa Diya
Main Shamaa Nhi
Jisey Phoonka Aur Bujha Diya
Main Hawa Ka Jhonka Nhi
Jo Aaya Aur Guzar Gaya
Main Chaand Bhi Nhi
Jo Raat K Baad Dhal Gaya
Main To Wo Ehsaas Hun
Jo Tujh Main Lahoo Ban Kar Gardish Karey
Main To Wo Rang Hun
Jo Tere Dil Par Charhay To Kabhi Na Mitey
Main Wo Geett Hun
Jo Tere Labon Sey Juda Na Ho Ga
Main To Wo Parwana Hun
Jo Jalta Reh Gaya Magar Fanaa Na Ho Ga
Khawab, Ibaarat, Hawa Ki Tarha
Chaand, Boond, Shamaa Ki Tarha
Mere Mitney Ka Sawaal Nhi.
Mil Ker Juda Hue To Na Soya Kerenge Hum
Ik Doosre Ki Yaad Mein Roya Kerenge Hum
Ansoo Chalak Chalak Ker Sataenge Raat Bher
Motee Palak Palak Mein Proya Karenge Hum
Jab Dooriyon Ki Aag Dilon Ko Jalaegi
Jismon Ko Chandni Main Bhigoya Kerenge Hum
Bun Ker Her Buzm Ka Mozu-E- Guftugoo
Shairon Mein Tere Ghum Ko Sumoya Kerenge Hum
Majbooriyon Ke Zeher Se Ker Lenge Khudkashi
Yeh Buzdili Ka Jurm Bhi Goya Kerenge Hum
Dil Jal Raha Hai Zard Shajar Daikh Daikh Ker
Ab Chahaton Ke Beej Na Boya Kerenge Hum
Agar De Gaya Dagha Humain Toofan Bhi Janam
Sahil Pe Kashtiyon Ko Duboya Kerenge
Ik Doosre Ki Yaad Mein Roya Kerenge Hum
Ansoo Chalak Chalak Ker Sataenge Raat Bher
Motee Palak Palak Mein Proya Karenge Hum
Jab Dooriyon Ki Aag Dilon Ko Jalaegi
Jismon Ko Chandni Main Bhigoya Kerenge Hum
Bun Ker Her Buzm Ka Mozu-E- Guftugoo
Shairon Mein Tere Ghum Ko Sumoya Kerenge Hum
Majbooriyon Ke Zeher Se Ker Lenge Khudkashi
Yeh Buzdili Ka Jurm Bhi Goya Kerenge Hum
Dil Jal Raha Hai Zard Shajar Daikh Daikh Ker
Ab Chahaton Ke Beej Na Boya Kerenge Hum
Agar De Gaya Dagha Humain Toofan Bhi Janam
Sahil Pe Kashtiyon Ko Duboya Kerenge
No comments:
Post a Comment